Hadiqay e Bakhsish Naat Arifana Kalam
Alahazrat Imam Ahmed Raza Khan
حدائق بخشش نعت عارفانہ کلام
اعلی حضرت اما م احمد رضا خان
Here is the collection of Most popular Naats of Alahazrat Imam Ahmed Raza Khan Alaihir raHmah taken from his book Hadiqay e Bakhsish.
زمین و زماں تمہارے لئےمکین و مکاں تمہارے لئے
Zameen O Zamaan Tumharey Liye Makeen O Makaan Tumharey Liye
وہ کمال حسن حضور ہے کہ گمان نقص جہاں نہیں
Wo Kamaal-e-Husn-e-Huzoor Hay Kay Gumaan-e-Naqs Jahaan Nahin
اٹھا دو پردہ دکھا دو چہرہ کہ نور باری حجاب میں ہے
Utha Do Parda Dikha Do Chehra K Noor E Bari Hijab Main Hai
سرور کہوں کہ مالک و مولی کہوں تجھے
Sarwar Kahoon Ke Malik O Maula Kahon Tujhay
وہ سوئے لالہ زار پھرتے ہیں
Wo Suey Lalazar Phirte Hain
ہے کلام الہیٰ میں شمس و الضحیٰ تیرے چہرہ نور فضا کی قسم
Hai Kalaam e Ilahi Main Shams-O-Duha Tere Chehra Noore Faza Ki Qasam
ان کی مہک نے دل کے غنچے کھلا دیے ہیں
Unki Mehek Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain
واہ کیا جودو کرم ہے شہہ بطہا تیرا
Wah Kia Jood-o-Karam Hai Shah-Aey Batha Teyra
چمک تجھ سے پاتے ہیں سب پانے والے
Chamak Tujh Say Patay Hain Sab Panay Walay
حاجیو آو شہنشاہ کا روضہ دیکھو
Hajio Aao Shahenshah Ka Roza Dekho
سب سے اولیٰ و اعلیٰ ہمارا نبی
Sab se Aula O Aala Hamara Nabi
لَم یَاتِ نَظیرُکَ فِی نَظَر مثل تو نہ شد پیدا جانا
Lam Yati Nazeeroka Fi Nazarin Missle Tu Na Shud Paida Jana
سونا جنگل رات اندھیری چھائی بدلی کالی ہے
Sona Jungle Raat Andheri Chai Badli Kaali Hai
ہم خاک ہیں اور خاک ہی ماویٰ ہے ہمارا
Ham Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hai Hamara
ایمان ہے قال مصطفائی ﷺ
Eeman Hai Qaal e Mustafai
حرز جاں ذکر شفاعت کیجیے
Hirz e Jaan Zikr Shafaat Kijiye
غم ہو گئے بے شمار آقا
Gham Ho Gaye Be Shumar Aaqa
پل سے اتارو راہ گزر کو خبر نہ ہو
Pul Se Utaro Rah Guzar Ko Khabar Na ho
رُخ دن ہے یا مہر سما ء یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں
Rukh Din Hai Ya Meher Sama Yeh Bhi Nahin Woh Bhi Nahin
یا الہٰی ہر جگہ تیری عطا کا ساتھ ہو
Ya Elahi Har Jaga Teri Ata Ka Saath Ho
سنتے ہیں کہ محشر میں صرف اُن کی رسائی ہے
Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai
لطف اُن کا عام ہو ہی جائے گا
Lutf Un Ka Aam Ho Hi Jaye Ga
نعمتیں بانٹتا جس سمت وہ زیشان گیا
Naimatain Bantata Jis Simt Wo Zeeshan Gaya
سر تا بقدم ہے تنِ سلطان زمن پھول
Sar Ta Ba Qadam Hai Tan e Sultan e Zaman Phool
عرش کی عقل دنگ ہے چرخ میں آسمان ہے
Arash Ki Aqal Dang Hai Carkh Mein Asmaan Hai
بھینی سہانی صبح میں ٹھنڈک جگر کی ہے
Bheeni Suhani Subhu Mein Dhandak Jigar Ki Hai
وہ سرورِ کشورِ رسالت جو عرش پر جلوہ گر ہوئے تھے
Woh Sarwar e Kishwar e Risalat Jo Arash Pe Jalwah Gar Howay Thay
Alahazrat Imam Ahmad Raza
اعلی حضرت احمد رضا
http://www.azkalam.com/category/alahazrat/
http://en.wikipedia.org/wiki/Ahmed_Raza_Khan_Barelvi
http://www.alahazrat.net/
wonderful job
mehmood.tariq111@gmail.comk
more naats of alahazrat can be uploaded
مــــــاشـــــــــا ء الله سُبْحَانَ اللهِ
HAR EK NABI NE KHUDA KO
CHAHA KHUDA NE SIRF MUSTUFA KO CHAHA BHEZTE
RAHO AAQA PAR DURUDO SALAM KYU KI AAQA NE SIRF
APNI UMMAT KO CHAHA
SUBHAN ALLAH
Subhanallah Subhanallah
aesa nahi hai khuda ne har nabi ko chaha bas hamry piyary aqa ko sab se ziada chaha ❤
wonderful job
more naats of alahazrat can be uploaded
Masha Allah yah website mujhe bahut hi achha lagta hai
hamesha jari w sari rahe
nice
Bohat achi website hai .
Thax .
Great job.. In today’s world it is very important to publish these great kalaams.. Appreciate that… Allah aapko aur acha krne ki taufeeq ata farmaye Ameen Wassalaam
Jazak Allah
SUBHANALLHA ,ALAHAZRAT ZINDABAD
SubhanAllah MashaAllah ..
mein bohat chhota hon key un kay barhay mein likhhon, un ka kalam bargaah e rasalat mein qabool ho chuka hai
MasaAllah
Mere ala hazrat to shan nirali hai kia baat hai madine ki subhan Allah
Subhanallah,,, dil khush hogya, Allah apko jaza e khair Atta farmaye.
Great job
alahazrat zindabad
mufti e azam zindabad
hujur tajosrya zindabad
d
Salam ! here you can download A Brief Biography of Ala Hazrat, a greatest authentic and famous Islamic Book.
Subhan Allah! Masha Allah zabardast Kalaam by Aala Hazrat. Allah hum sab ko Hazoor Paak ki sachi Ghulami naseeb farmaye Ameen!
Nice job dan
Allah ap ko jazya khar ata kry dill bohot hush how’s h